Thursday, December 24, 2009

Aakhir kab tak???

A beutiful ghazal by Farhat Abbas Shaah...

Aakhir kab tak???

Shaam dhali hai,
yaad ke gair aabad nazar se door...
Hazzaron ghuzre lamhe,
soch rahein hain,
aati jaati dhoop ke darr se...
shaam ke baad ke saare manzar,
Saare roop ganwa ke jaane wala buzdil...
Mausam ke be ma-ani khauf ke haathon kab tak,
Be bas or majboor rahe ga???
Khadshon mein mahsoor rahe ga???
Aakhir kab tak
Door rahe ga???


1 comment:

  1. kabhi hum mile to kya mile
    wahi dooriya wahi faasle
    na kabhi tumhare kadam bade
    na kabhi hamari jijhak gayee

    ReplyDelete